kiya majal kisi ki jo sarkar

kiya majal kisi ki jo sarkar

kiya majal kisi ki jo sarkar (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ki barabari kare
ungli se ishara karde chand ke tukde ho jai.


sarkar ke akhlaq ki quran jo taarif kare
pyare Aqa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) ke akhlaq se kafer bhi musalma ho jai


mere Aqa muqtar hai majboor nahi pyare
mangta aya jo wo sultan ho jai


sarkar namaz me kabe ki samt rukh kare
sahaba kahte the jo sarkar kare wo ho jai


namaz-e-asr ali (radi Allahu ‘anhu) qaza nahi ada kare
sarkar ishara karde duba hua suraj wapis ho jaey


ho nazre inayat hum asiyo par sarkar mere
taake hamari qismat ke sab gardishe dur ho jai


sarkar JABER pe ho jai karam ki nazre
Madine mein iska lasha dafn ho jai

ایک تبصرہ شائع کریں

0 تبصرے