HUSN PE JIS KE SHAIDA HO RAB JAHAN AYE KHOSHA BAKT WO MA LAQA GAYA

HUSN PE JIS KE SHAIDA HO RAB JAHAN AYE KHOSHA BAKT WO MA LAQA GAYA

Madni miyan akhtar Ashrafi


HUSN PE JIS KE SHAIDA HO RAB JAHAN


AYE KHOSHA BAKT WO MA LAQA GAYA


GALIBAN IN KE ZULFON KO  CHU AAYI HAI


KAR RAHI HAI SABA ITAR AFSHANIYA


SOCHATA HON KYA KAHON MAIN KYA NAZAR AANE LAGA


WO RIYAZE BARZAKE KUBRA NAZAR AANE LAGA


TUNE AIJAZE KAMALE BANDAGI DEKHA NAHI


BHASE ME BANDA KE KHUD MAULA NAZAR AANE LAGA


NOOR WA BUSHRA MIL GAYE AUR BAN GAYA NOORI BASHAR


RAH KE PARDE ME WO BE PARDA NAZAR AANE LAGA


PHONTHTE HI IN KE HONTON PE TABASSUM KI KARAN


GAIRAT KHURSHID HAR ZARRA NAZAR AANE LAGA


JA KE MOSA SE BHI KAH DO WO BHI AAKAR DEKH LE


IS KE RUKH PE MIM KA PARDA NAZAR AANE LAGA


AYE GAM HIJR NABI SAD BAR TERA SHUKARIYA


DIL MERA KABA KA BHI KABA NAZAR AANE LAGA


MAINE SAMAJHA ARSHE AAZAM HI UTAR KAR AAGAYA


JAB TUMHARA GUMBADE KHAZARA NAZAR AANE LAGA


AANK JAB TAK BAND THI EK AADMI SAMAJHA TUJHE


AUR JAB WAA HOGAYEE KYA KYA NAZAR AANE LAGA


TO FANA FIL HAQ HUWA PHIR KYA HUWA MAIN KYA KAHON


QATARA DARIYA ME GAYA DARIYA NAZAR AANE LAGA


UNKI YADAON ME JO TAPAKA ASHK AKHTAR AANKH SE


MANZILAT ME ARSH KA TARA NAZAR AANE LAGA

ایک تبصرہ شائع کریں

0 تبصرے