NA RAKHA ZAHAN ME ANDESHA SO DOZIYAN HAM NE

NA RAKHA ZAHAN ME ANDESHA SO DOZIYAN HAM NE

Madni miyan akhtar Ashrafi


NA RAKHA ZAHAN ME ANDESHA SO DOZIYAN HAM NE


YAHI BA IS HAI PAAYA KHUD KO HAR JA KAAMARAN HAM NE



KYA HAI YE BHI EK EHSAN TUJH PAR BAGIYAN HAM NE


CHUNA HAI TERE GULSHAN KO BARAAYE AASHIYAN HAM NE



HAMARI JANBISH ABRO KA AFSOS KOI KYA JAANE


BADAL DALA HAI PAL BHAR ME NIZAME AASMAN HAM NE



ZAMANE NE HAMARE ISHQ KA ANJAM DEKHA HAI


KIYA HAI AATISHE NAMROD KO BHI GUL FASHAN HAM NE



ZAMANE NE HAMARI QUWAT PARWAAZ DEKHI HAI


 UCHAL KAR ROND DALA SINA-E-HAFT AASMAN HAM NE



SHIKWA QAISAR WA KASARA KHAMIDA SAR NAZAR AAYA


JO LAHRAYA SARE FAARAN ISLAMI NASHAN HAM NE



HAMARI NASIYA SAAYI KI RIFÁT DEKHTE JAO


WAHI QIBLA BANA APNA  JHUKA YA SAR JAHAN HAM NE



HAMARI JURAATEN ALLAHU AKBAR KUCH NA PUCH HAMSE


        BANA DALA HAI KHUD BARQ TAPAN KO AASHIYAN HAMNE



JAHAN PAR SUTOT SHAHINSHAHI YAT GARQ HO JAAYE


GUZARA HAI ISI DARIYA SE APNA KARWAN HAMNE



HAMARE GUN ZAMINE KARBALA GAATI NAZARA AAYI


SUNI DAJALA KI LAHARAON SE BHI DASTAN HAMNE



HAMARE JAN WO DIL ME ROOH-E-AALAM RAQS KARTI HAI


KHUD APNI HAST KO PAAYA HAI RAZ KUN FAKAN HAM NE



FALAK WALON SE PUCHO NANNHE NANNHE TAARE SHAHID HAIN


ZAMIN PAR BHI BANAYE HAIN SITARAON KE JAHAN HAMNE



KAHAN TAK DAASTAN APNI SUNAYE MUKHTASAR YE HAI


DIYA SAARE ZAMANE KO PAYAME JAWDAN HAMNE



ZAMANE KO DIYA AKHLAAQ KA DARS AZIM AKHTAR


AKHWAT AUR MOHABBAT KI BAHAYEN NADIYAN HAM NE

ایک تبصرہ شائع کریں

0 تبصرے