UROJ AASMAN KO BHI NAHE KHATIR ME LAAYENGE

UROJ AASMAN KO BHI NAHE KHATIR ME LAAYENGE

Madni miyan akhtar Ashrafi


UROJ AASMAN KO BHI NAHE KHATIR ME  LAAYENGE


MUQADDAR SE AGAR DO GAZ ZAMIN TAIBA ME PAAYENGE



MADINE ME SUNA HAI BIGADIYAN BANTI HAIN QISMAT KI


WAHAN HAM JAKE APNA MUQADDAR AAZMAYENGE



AGAR KAL JAAN JAANI HAI HO TO YA RAB AAJ HI JAAYE


 SUNA HAI QABAR ME BE PARDA WO TASHRIF LAAYENGE



KABHI MERA DIL MUZTAR  NA HONA KAMARAN YA RAB


ZARA HAM BHI TO DEKHEN WO KAHN TAK AAZMAYAENGE



QASAM HAI MALIK YAUME QAYAMAMT KI QAYAMAT ME


MERA DEEN APNE DIL KI SAAQIYE KAUSAR SE PAAYENGE



MERA DIL BAN GAYA HAI AASTANE SAHABE ASRA


YAHI KAÁBA HAI APNA HAM ISE KAÁBA BANAYENGE



BHALA KYA TAAB LAAYEGI NIGAAHE HAZRATE MOSA


RUKHE ANWAR SE WO AKHTAR AGAR PARDA HATAYENGE

ایک تبصرہ شائع کریں

0 تبصرے