Kamli Wala Kamli Wala

Kamli Wala Kamli Wala

Kamli wala, kamli wala, kamli wala,kamli wala
Ya Nabi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) kamli orne wala, Apne kamli mein chupale


Wo hai badshah-e jahaan, Jameel-o-jaleel wo aisa,
dur karde har ek gum ko, wo hain data aisa, mere Aqa, mere aqa, Kamli wala, kamli wala


Ya Nabi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) kamli orne wala, Apne kamli mein chupale


Arzoo hain wo, tamannah hai wo, ilahi ki haseen roshni hai wo, zindagi hai wo, bandagi hai wo, mere Aqa, mere aqa, Kamli wala, kamli wala


Ya Nabi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam)kamli orne wala, Apne kamli mein chupale


Muzammil usi ka naam, Mudassir usi ka naam,
hazir-o-Nazir wahi hain, zahir wahi hain, batin wahi, mere Aqa, mere aqa, Kamli wala, kamli wala


Ya Nabi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) kamli orne wala, Apne kamli mein chupale


Lakh kahe zamana, Bura Mujko, kuch nahi khabar mujko,
mujhe bas yahi pata hain, dur kardega hare ek khata, mere Aqa, mere aqa, Kamli wala, kamli wala


Ya Nabi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) kamli orne wala, Apne kamli mein chupale


Nah roke koi is dil ko, mil gayi isko apni manzil,
wahi hai jana baag-e-Mustafa mein , apni ruh ko qurbaan karna, mere Aqa, mere aqa, Kamli wala, kamli wala


Ya Nabi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) kamli orne wala, Apne kamli mein chupale

ایک تبصرہ شائع کریں

0 تبصرے