Kya hi Muqaddar wala hai Jo unka matwala hai

Kya hi Muqaddar wala hai Jo unka matwala hai

Kya hi Muqaddar wala hai
Jo unka matwala hai


Mera kamli wala aaqa
Har baala se baala hai


Jalwae qodrat Ka parto
Har soo kamli wala hai


Mere gale meein ay mere aqaa
Tere naam ki maala hai


Mein hoon kamli wale kaa
Mera kamli wala hai


Shaikhe Kareem bacha lijie
Aasi doobne wala hai

ایک تبصرہ شائع کریں

0 تبصرے