ya shafi e umam liLlah kar do karam

ya shafi e umam liLlah kar do karam

‘ya shafi e umam liLlah kar do karam (2)
shala wasda rawe taira sona haram….. taira sohna haram….


Ham ghulamo ka rakhna khuda ra bharam…
Shala wasda rawe taira sona haram taira sohna haram……(2)


Muntashar hain khayalat ki waadyan’….
lut gaya hai sukoon wali-e do jahan …(2)
Rehm farma day ab tairi ummat hain ham…
Shalla wasda rawe taira sohna haram.
Shalla wasda rawe taira …(2)


Mairay haathon’ main kaasa hai umeed ka……
Hoon bhikaari shaha tairi deed ka…
Hoon bhikaari main shaha tiari deed ka
Main gadaa-e haram too nabi mohtaram
Shala wasda rawe taira sohna haram ….taira sohna haram…
Shala wasda rawe taira sohna haram …..taira sohna haram…


Kis ko jaa kar kahain taajdaar-e haram
Ghaaira daalay hoey hain zamanay k gham…
Door ho jaeyn gham yaa nabi mohtsham …..2
Shala wasda rawain taira sohna haram….
Shala wasda rawain taira sohna haram….2


Tairi yaadon’ maamoor seena rahay….2( aqa tairi yadon….)
Saamnay mairay taira madina rahay…..
samnay mairay taira madina rahay…..
Dar pe baitha rahoon laike main chashm-e nam…
shala wasda……3


ya nabi apni ulfat ki soghaat day….2
apni shayan-e shan ham ko khairat day….
Is se matlab nai hai siwa ho k kam….
Shala wasda rawe taira sohna haram …taira sohna. Haram……
Shala wasda rawe tair………….2

ایک تبصرہ شائع کریں

0 تبصرے