Mawla mawla mawla mere mawla

Mawla mawla mawla mere mawla

Tum se kya mangoun main
Tum khud hi samajh lo, Mawla


Mawla, mawla, mawla, mere mawla
Mawla, mawla, mawla, mere mawla


darare darare mathe pe mawla
maramat muqadar ki kar do mere mawla


Tere dar jhuka houn, mita houn bala houn
maramat muqadar ki kar do mawla
maramat muqadar ki kar do mawla


jo bhi tere dar aya jhukne apne sar ko
woh surur mein sab ko jhumta nazar aya
pyaas le ke aya tha, darya ho bhar laya
Noor ki barish mein bheegta aya


Mawla, mawla, mawla, mere mawla
Mawla, mawla, mawla, mere mawla


darare darare mathe pe Mawla
maramat muqadar ki kar do mere mawla


Sar utha ke maine to kitni khawahish ki thin
kitne khaab dekhe the, kitni koshishein ki thin
Jab Tu rubaru aya, nazrein na mila paya
sajdah aik pal mein maine kya nahi paya


Mawla, mawla, mawla, mere mawla
Mawla, mawla, mawla, mere mawla


darare darare mathe pe mawla
maramat muqadar ki kar do mere mawla
Mere mawla

ایک تبصرہ شائع کریں

0 تبصرے